HUSSAINI SMS Headline Animator

HUSSAINI SMS

Sunday, February 12, 2012

FGQC URDU ROMAN SMS 2!

3 (three) Aham Maqam urdu roman sms!

Pak Rasool-e-Khuda (SAWW) nay Farmaya:
Ya Ali a.s tum se Muhabbat Rakhnay waala 3 Maqam per Khush haal hongay.
1) Jiss waqat un Ki Rooh Niklegi aur tum Ali a.s wahan Per Un ka Mushahida karogay,
2) Jiss Waqat Qabar men un se Sawal hoga tum Ali a.s unko Taaleem dogay.
3) Jiss waqat wo Baargah-e-Elahi (jj) mein Hazir hongay to tum Ali a.s un ka Taaruf karwaogay.
Refernce: book: Kanz-ul-Aamal page-730
Haq Sach ali ali a.s

Janab e Abu Talib a.s Urdu Roman sms!

Jiss nay Bachaya Deen wo Insaan ko hai,
Allah ke Nabi (SAWW) ka Nigahban kon hai,
Eima-e-Kul Ali a.s hain Bataya Rasool nay,
Ab tum batao walid-e-Eimaan kon hai,
Quran men Tazkrah jo hai IMRAN ki aal ka,
Phir bhi Chhupa rahay ho ke Imran kon hai,
Apna Nikaah tum kisi pandit se Parrhwaao,
Ya yeh batao ke Nabi (SAWW) ka Nikaah Khuwan kon hai,
Imran ka Bughz Khas Nishani hai Nasal ki Pehchaan leta hoon ke Marwaan kon hai,
[26 Rabi-ul-Awal Yom e Wafat Janab e Abu talib a.s]

JASHAN-E-AAMAD-E-KULSOOM BINT-E-MUALA ALI A.S

Firdous men yeh Hoorain Naghma Suna rahi hain,
Zahra S.A ke ghar Kulsoom s.a Tashreef la rahi hain,
Bint-e-Nabi SAWW ka Saara Ghar yon mehak raha hai,
Khushbuain jaisay Baagh-e-jannat say aa rahi hain,
aap Sabko Mubarak ho

No comments:

Post a Comment